Jalda hi apko apni PF bachat ko lekar ak khushkhbari mil sakti hai. PF jama ki byaja daron men koi kami nahi ki jayegi.
Pahle yah aashnka jatai ja rahi thi ki chalu khata ghata ko kam karne ke liye kendra sarkar jama PF rashi par byaja daro me kami kar sakti hai. agar PF jama rashi par byaja kam kar diya jata to logo ko PF rashi par milne vala shalana byaja kam ho jata.
Vitta varsh 2013-14 ke dauran bhi PF par kam se kam shade 8 phishdi byaja milega.
karmachari bhavisaya nidhi shangatthan yani EPFO agle mahine ki suruvat me yah faisala kar lega.
Pichle vitta varsh yani 2012-13 ke dauran bhi shade 8 fisadi byaja hi mila tha. EPFO ke ak adhikari ke mutabik agle mahine sentral bord of trasti ki baittak me pravident fand par milne vali byaja dar nirdharit kar di jayegi !
PF jma rashi par milega jyada byaja
No comments:
Post a Comment