Kai rajyasarkaron cchatra – cchatraon ko padne – likhne ke maksad se free laiptop bant rahi hai. Is bar sarkar nahi internet sarch injan google bhi bhartiya cchatro ko free laiptop de raha hai.
Google ne apne laiptop crombook ki lokpriyta ko badane ke liye cchatro ko free laiptop dene ki pahal shuru ki hai.company ne iski shuruvat aandra pradesh ke school se ki gai hai.
Iti ke khabar ke anusar google ne aandra pradesh ke 4 school men 25-25 laiptop free diye hai. sath hi company ne school teachars ko crombook ke tamam jaruri fichars ki bhi jankari di.
Google ki aesi hi yojna amerika ,singapur aur malesiya ke karib 3,000 school men pahle se hi chal rahi hai.
rajya ke IT vibhag school men internet aur bijli ki seva muhaiya karayenge. Iske alava har school ke ek prashikshit vyakti internet aur laiptop ke liye teachars ko monitar bhi karega.
Trening men google ep, mel,danks,saids aur anya jaruri tuls ki jankari di jayegi. Hal ki bhartiya bajar ke samsung ne crombook ko kiphayati kimat ke sath lanch kiya hai.
Google De Raha Hai Cchatron Ko Free Crombook Laiptop
No comments:
Post a Comment