A K 47 Raiphal Ke Janak Klashnikov Ka Nidhan

Tuesday, 24 December 2013

Klashnikov raiphal ka avishkar karne vale mikhail klashnikov ka nidhan ho gaya hai. Ve 94mikhail-kalashnikov-52b91d9d43e73_exl varsh ke the.


Klashnikov ne jis automaitik raiphal ko dijain kiya vo duniya ka sabse jyada istemal kiya jane vala hathiyar hai.


Dushri banduko ke mukable behad sadharan hone ki vajah se ise banana kaphi aasan tha aur iski dekhrekh bhi aashan thi.


Halanki klashnikov ko rushi sarkar se samman mila tha lekin unhone is hathiyar se bahut kam hi paisa kamaya. Ek bar unhone kaha tha ki unhone ghas katne vali koi mashin dijayan ki hoti to unke pass jyada paise hote.


Mikhail klashnikov ko andaruni raktstrav ki vajah se navmbar men aspatal men bharti karaya gaya tha.


Jivan


1938 men vo rushi sena men bharti ho gaye the. Actubar 1941 men Divtiya Visvayuddh men taink ka gola lagne ke bad unhe aspatal men bharti hona pda tha.


Jarmani ke asanlt raiphal banane men maharat hasil karne se rush ki sena ko aksar jarman hathiyaro ko jhelne men muskil hoti thi.


Jab klashnikov aspatal men the usi daoran unse ek ek rushi sainik ne kaha ki rushi sena aesi banduk kyo nahi bna leti jo jarman hathiyaro ka mukabla kar sake.


Iske bad klashnikov ne ek mashin gan banai. unhone kaha tha ise automaitik klashnikova kaha gaya yani klashnikova ka automaitik hathiyar.


Shuruvati madal men kai dikkate thi lekin saal 1947 men unhone automaitik klashnikova mandal ko pura kar liya bolne men muskil hone ki vajah se ise sanshipt kar AK 47 kaha jane laga .


Bad men is raiphal ka istemal duniya bhar ki kai senao aur ladaku guto ne kiya !!!!!!!



A K 47 Raiphal Ke Janak Klashnikov Ka Nidhan

No comments:

Post a Comment

 

Pages

Most Reading